- Barsaat (2005)
- >
- Other
- >
- Pyar Aaya Aur Jyada
Testo Pyar Aaya Aur Jyada
Testo Pyar Aaya Aur Jyada
Hoo..la la la la
Hoo..la la la la
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Dekha jitni baar tumko
Dekha jitni baar tumko
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Ho, ghari do ghari bas mere paas baitho
Deewana banaake na jao
Pareshaan hai dil sambhalna hai mushkil
Kasam hai na youn muskuraao
Na pakro kalaayi
Oh tauba duhaayi
Na aise mujhe tum sataao
Koyi dekh lega to who kya kahega
Na chhedo hato door jao
Socha jitni baar tumko
Socha jitni baar tumko
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Yeh madhoshiyaan hain yeh betaabiyaan hain
Yeh kya hai yeh hum bhi na jaane
Tumhe sirf chaahe tumhe hi sarhaahe
Koyi kuch kahe hum na maane
Yeh mastana kaajal yeh zulfon ka baadal
Yeh shaanon pe jhukti nigahein
Yeh honthon ki khushboo yeh chehre ka jadoo
Yeh dil ko churaati adaaein
Chaaha jitni baar tumko
Chaaha jitni baar tumko
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Dekha jitni baar tumko
Dekha jitni baar tumko
Pyaar aaya aur zyada, aur zyada pyaar aaya
Aur zyada pyaar aaya
Pyaar aaya
- Nakhre (Shaadi Jo Kiya Hain)
- Maine Tumse Pyar Bahut Kiya
- Teri Dulhan Sajaungi
- Mushkil Hain Badi Mushkil Hain
Altri testi di Barsaat (2005)
Lyrics powered by LyricFind
- Testi Ultimo
- Testi Pinguini Tattici Nucleari
- Testi Vasco Rossi
- Testi Jovanotti
- Testi Marco Mengoni
- Testi Lucio Battisti
- Testi Tiziano Ferro
- Testi Cesare Cremonini
- Testi Gazzelle
- Testi BLANCO
