Testo Dil De Diya Hai

Testo Dil De Diya Hai

Dil de diya hai, jaan tumhein denge (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2 Ho?rab di kasam yaara, rab di kasam (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2 (Rukh zindagi ne mod liya kaisa Hamne socha nahin tha kabhi aisa) -2 Aata nahin yaqeen, kya se kya ho gaya Kis tarha main tumse, bewafa ho gaya Insaaf kar do, mujhe maaf kar do Itna hi kar do karam Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam (Awaargi mein ban gaya diwaana Maine kyun saadgi ko nahin jaana) -2 Chaahat yahi hai ke, is qadar pyaar doon Qadmon mein tere main, toh jahaan waar doon Chain mera le lo, khushi meri le lo De do mujhe dedo saare gham Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam (Mere ashq keh rahe meri kahaani Inhein samjho na tum sirf paani) -2 Ro ro ke aansuon ke daag dhool jaayenge In mein wafa ke rang, aaj ghool jaayenge Paas tum rahogi, bhool ab na hogi Karoonga na tumpe sitam Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam Ho?rab di kasam yaara, rab di kasam (Dil de diya hai, jaan tumhein denge Daga nahin karenge sanam) -2
Testi Masti