Testo Aaj Ki Raat

Testo Aaj Ki Raat

Aaj Ki Raat Shaam hai, jaam hai aur hai nasha Tann bhi hai, mann bhi hai, pighla hua Chhaaee hai rangeeniyan Phir bhi hai betaabiyan Kyon dhadakta hai dil Kyon ye kehta hai dil Deewanon ko ab tak nahin hai ye pata Aaj ki raat, hona hai kya Paana hai kya, khona hai kya Do ghadi mein hi yahan jaane kya hoga Jo humesha tha mera, phir mera hoga Kaun kieske dil mein hai faisla hoga Faisla hai yahi..jeet hogi meri Deewanon ko ab tak nahin hai ye pata Aaj ki raat, hona hai kya Paana hai kya, khona hai kya Aao main tumse kahoon baat chupke se Rang badelegi pal mein raat chupke se Tumko le jaaoonga phir saath chupke se Jaaoge tum kahan Dheko mein hoon yahan Deewanon ko ab tak nahin hai ye pata Aaj ki raat, hona hai kya Paana hai kya, khona hai kya
Testi Don - The chase begins again