Testo Maar Daala

Testo Maar Daala

Yeh kiski hai aahat ? Yeh kiska hai saaya ?
Huvi dil mein dastak, yahan kaun aaya ?
Hum pe yeh kisne hara rang daala ?
Oh, hum pe yeh kisne hara rang daala ?
Khushi ne hamaari hamein

Maar daala, oh maar daala
Maar daala, haan maar daala

(Hum pe yeh kisne hara rang daala ?
Khushi ne hamaari hamein, maar daala)

Hamein, maar daala, hamein, maar daala, hamein

(Maar daala) Allah (maar daala) Allah (maar daala) Allah (maar daala)

[Â…]

Na chaand hatheli par sajaaya
Na taaron se koi bhi rishta banaaya
Na rab se bhi koi shikaayat ki

(Na rab se bhi koi shikaayat ki)

Har gham ko humne chhupaaya
Har sitam ko haske uthaaya
Kaanton ko bhi gale se lagaaya
Aur phoolon se zakhm khaaya

Haan, magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Oh haan magar dua mein jab yeh haath uthaaya
Khuda se dua mein tumhein

Maang daala, oh maang daala
Allah, maang daala, Allah, maang daala, oh

(Hum pe yeh kisne hara rang daala ?
Khushi ne hamaari hamein maar daala)

Hamein, maar daala, hamein, maar daala, hamein

(Maar daala) Allah (maar daala) Allah (maar daala) Allah (maar daala)

Maar daala, oh maar daala, maar daala oh maar daala

Maar daala, (yeh kiski hai aahat ?) maar daala (yeh kiska hai saaya ?) maar daala (hui dil mein dastak) maar daala (yahan kaun aaya ?)

Hey eh eh eh eh
Mm mm mm mm mm, mm mm mm mm mm mm.
Testi Didem Kinali